Raghupati Raghav Raja Ram : रघुपति राघव राजा राम (Original lyrics)

Jun 13 2023 4 mins
Raghupati Raghav Raja Ram : रघुपति राघव राजा राम (Original lyrics) Podcast artwork

"Raghupati Raghav Raja Ram" ek aisa bhajan jo ki hum sab apne bachpan se hi sunte aa rahe hain. Ek aisa bhajan jo shri Ram ji ki mahima aur pooja ko samarpit hai. Iss bhajan mein bhagwan ke vibhinn naamon ke baare mein bataya gaya hai, aur unke mahima ka gungaan kiya gaya hai. Toh abhi shuru kariye sunana ye powerful bhajan aur paiye har prakar ke dukh aur pareshaniyon se mukti sirf "AudioPitara" par. Audio Credits : - Singer : Ishita Gadariya Music : VSN Tiwari Recored by : Nikul Sabalpara @ Studio Smart One Mix & Master : SANJEEV @ Studio Smart One #jaishreeram #Ram #RaghupatiRaghavRaja #adipurush #2023 #bhaian #devotional #audiopitara #sunnazaroorihai #hanuman #sita #raavan #ramsetu #jaishriram #jaibajrangbali #hanumanjanmotsav #RamSiyaRam